Jo log bhi politics me interest rakhte hai wo log definatly janan chahte honge ki sabse jyada bar kon se political party se rashtrapati bane hai
Or agar aap es post ko abhi padh rahe hai to iska matlab hai aap bhi janna chahate hai ki sabse jyada bar rashtrapati kon se political party se bane hai
To jaliye jante hai bina kisi deri ke
Lekin usse phele ek important fact
No 1
Hamare rashtrapati hamare samvidhan ke head hote hai esliye jo bhi rastrati ke umidwar hote hai wo agar kis लाभ ke पद pe hai to wha se unko इस्तीफ़ा देना hota hai
No 2
Ek rashtrapati ko निष्पक्ष hona hota hai to agar wo kisi political party se jure hue hote hai to नामांकन bharne se pehle unhe us party ko chorna hota hai
Ab chaiye jante hai abhi tak sabse jyada bar rashtrapati kon se political party se bane hai
To 2022 tak ke tenure me bharat ko 15 rashtrapati mile hai usme se 12 rashtrapati ayese hue hai jo phele kisi na kisi political party se jure hue the
12 rashtrapati me se 9 rashtrapati aise hue hai jo Indian National Congress political party ke member reh chuke hai
1 Rajendra Prasad
2 Fakhruddin Ali Ahmed फखरुद्दीन अली अहमद
3 B. D. Jatti बी डी जत्ती
4 Zail Singh – ज्ञानी ज़ैल सिंह
5 Ramaswamy Venkataraman रामास्वामी वेंकटरमण
6 Shankar Dayal Sharma
7 K. R. Narayanan
8 Pratibha Patil
9 Pranab Mukherjee
1 rashtrapati Janata Party political party se Neelam Sanjiva Reddy
Or 2 rashtrapati bharatiya janata party se belong karte hi
Ram Nath Kovind
droupadi murmu
Dr apj abdul kalam bjp – nda ke candidate the jo bjp ya kisi or political party se ni jure hue the