Cloudburst – badal kyu fatte hai or badal fatne se kya hota hai? Or flash flood kya hota hai?
Hum log aksar sunte hai ki Jammu Kashmir, Amarnath, Kedarnath, Badrinath side me humesa badal fatne ki khabar aati hai
to usse piche ka karan kya hai
Badal Kyu fatte hi
Badal fatne se kya hota hai
Flash flood kya hota hai or kaise aata hai
To Sabse pehle cloudburst ya badal fatna kise kehte h?
बादल फटने की घटना में Jab 20 to 30 square km ke area me aachank se bahut kam samaye me bahut jyada barish ho kam se kam 1 ghante me 10cm ya 100mm tak barish ho jaye or jisse badh tak aajaye use hum Cloudburst ya badal fatna kahete hai..
Jab aisa hota hai to kabhi kabhi ओले bhi girte hain और badal bhi garajte hi
Ab bat kare ki badal q fatte hai?
Expert logo ke hisab se jyadatar badal fatne ke news pahari elako se hi aati hai
Ayesa esliye qki pahari ilako me jo tarrain hoti hi
Wha ज्यादा नमी वाले बादल एक जगह रुक जाते हैं
और गरम हवा बादल ko ऊपर उठने lagte hai
Fir वहां मौजूद पानी की बूंदे आपस में मिल जाती हैं.
Jinke भार से बादल का घनत्व density बढ़ जाता है
उसके दबाव से बादल फट जाता है
और uske bad तेज बारिश होने लगती है
Ab Flash flood kise kehte hai or Flash flood kaise aata hai
Flash flood achanak aaye badh ko bolte hai
Eske bahut sare karan ho skte hai
Natural bhi or man made bhi
Natural flash flood aata hai jab cloudburst ho jaye tab
Or man made flash flood agar पानी के बढ़ते दबाव से तटबंध टूट jaye
गर्मी के चलते ग्लेशियरों का पानी पहाड़ की ढलानों पर बनी झीलों में भरने लगता है और बाढ़ ka rup le leta है।
Aaatikraman ke karn nadi ya talab ke pani ko apna rasta na mil paye etc